LYRICS |
---|
Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Neend Bhi Kho Gayi Chain Bhi Kho Gaya Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Neend Bhi Kho Gayi sacnilk.com Chain Bhi Kho Gaya Hai O Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Meri Har Dhadkan Mein Hai Samaya Kyun Apano Sa Lage Paraya Dil Nadan Hai Samajh Na Paya Aur Chupke Se Aaya Meri Har Dhadkan Mein Hai Samaya Kyun Apano Sa Lage Paraya Dil Nadan Hai Samajh Na Paya Aur Chupke Se Aaya Bekhudi Hai Kya Khushi Hai Kya Nasha Hai Bekhudi Hai Kya Khushi Hai Kya Nasha Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Neend Bhi Udd Gayi Chain Bhi Kho Gaya Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai La La La La La La La La La La La La La La Dil Ki Baate Labon Pe Aaye Kahi Sab Kuchh Hi Badal Na Jaye Beghane Apne Ban Jaye Dil Ghabraye Hay Dil Ki Baate Labon Pe Aaye Kahi Sab Kuchh Hi Badal Na Jaye Beghane Apne Ban Jaye Dil Ghabraye Hay Kya Sama Hai Kya Suhana Silsila Hai Kya Sama Hai Kya Suhana Silsila Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Neend Bhi Ud Gayi Chain Bhi Kho Gaya Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai O Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Neend Bhi Kho Gayi Chain Bhi Kho Gaya Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai Mere Dil Ko Kuchh Toh Ho Gaya Hai Tumse Milna Julna Jo Huwa Hai |
Profession | Artist |
---|---|
Music Director | Nikhil - Vinay |
Singer | Udit Narayan Sapna Awasthi |
Lyricist | Sameer (lyricist) |
Type | Details |
---|---|
Label | T-Series |
Duration | 3:34 |
Release Date | 01 Jan 2004 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Insaaf: The Justice |