LYRICS |
---|
Subah Bhi Bekaraar Hain Shaamein Bhi Bekaraar Subah Bhi Bekaraar Hain Shaamein Bhi Bekaraar Jaane Hain Kabse Dilko Mere Uska Intejaar Aakar Mujhe Deja Mere Hisse Ka Jo Karaar Subah Bhi Bekaraar Hain Shaamein Bhi Bekaraar sacnilk.com Ummid Hain Kabhi Toh Ha Kabhi Toh Mera Khwab Khilega Ek Din Kahi Se Aake Aake Wohi Shaks Milega Muddat Se Hain Nazar Ko Mere Iska Intejaar Aakar Mujhe Deja Mere Hisse Ka Jo Karaar Subah Bhi Bekaraar Hain Shaamein Bhi Bekaraar Ab Tak Toh Meri Khwahish Khwahish Banjar Zameen Hain Lekin Na Jaane Kyon Na Jaane Kyon Mere Dil Ko Yakeen Hain Mausam Koi Chukar Mujhe Le Jayega Waha Aakar Mujhe Deja Mere Hisse Ka Jo Karaar Subah Bhi Bekaraar Hain Shaamein Bhi Bekaraar Jaane Hain Kabse Dilko Mere Uska Intejaar Aakar Mujhe Deja Mere Hisse Ka Jo Karaar Subah Bhi Bekaraar Hain Shaamein Bhi Bekaraar |
Profession | Artist |
---|---|
Singer | Alisha Chinai |