LYRICS |
---|
Saanwariya Saanwariya Main Toh Hui Baanwariya Tune Mann Moh Liya Saanwariya Ho Saanwariya Saanwariya Main Toh Hui Baanwariya Tune Mann Moh Liya Saanwariya Ho Uljha Sa Yeh Mann Hai Sulga Sa Yeh Tann Hai Sapno Ka Saawan Hai sacnilk.com Naino Ka Aangan Hai Chalke Mann Gagariya Saanwariya Ho Saanwariya Ho Saanwariya Saanwariya Main Toh Hui Baanwariya Tune Mann Moh Liya Saanwariya Ho Joh Tu Yoon Paas Aaya Hai Joh Tu Yoon Dil Pe Chhaya Hai Toh Maine Kya Paya Hai Kaise Kahoon Haan Kahin Dhadkan Ki Kaliyan Hai Kahin Sapno Ki Galiyan Hai Joh Mann Mein Rangraliyan Hai Kaise Kahoon Tu Joh Mujhe Aaise Behkaye Kabhi Kabhi Mujhe Toh Badi Laaj Si Aaye Bhooli Hoon Main Jaise Apni Dagariya Jab Se Hai Dekhi Maine Prem Nagariya Prem Nagariya Saanwariya Saanwariya Main Toh Hui Baanwariya Tune Mann Moh Liya Saanwariya Ho Tu Joh Mila Mujhe Toh Yeh Sara Samaan Badal Gaya Khilne Lage Phool Se Meri Raah Mein Phir Yoon Laga Mujhe Ki Yeh Dharti Nayi Hui Naya Ambar Hua Teri Aur Meri Chah Mein Chanchal Hawa Tarana Koi Gaaye Nadiya Bhi Koi Kahani Kehti Jaye Jabse Mili Sajna Tujhse Nazariya Kho Gayi Hai Sudh-budh Ki Mujhse Gathariya Saanwariya Saanwariya Saanwariya Saanwariya Main Toh Hui Baanwariya Tune Mann Moh Liya Saanwariya Ho |
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Shah Rukh Khan |
Actress | Gayatri Joshi |
Music Director | A. R. Rahman |
Singer | Alka Yagnik |
Lyricist | Javed Akhtar |