LYRICS |
---|
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai Kisi Ki Zulfon Ka Baadal Ban Jata Hai Kisi Ke Teeron Ka Ghayal Ban Jata Hai [Jo Pyaar Karta Hai Paagal Ban Jata Hai Paagal Ban Jata Hai] X 2 Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai Kisi Ki Zulfon Ka Baadal Ban Jata Hai Kisi Ke Teeron Ka Ghayal Ban Jata Hai [Jo Pyaar Karta Hai Paagal Ban Jata Hai Paagal Ban Jata Hai] X 2 sacnilk.com Pyaar Mein Jeena Pyaar Mein Marna Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna Der Bahut Ho Jaayegi Warna Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To Kal Ban Jata Hai Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To Kal Ban Jata Hai Jo Pyaar Karta Hai Paagal Ban Jata Hai Paagal Ban Jata Hai Yaadein Umangein Armaan Sapne Sabke Yahan Ghar Apne Apne Yeh Sach Hai Yeh Mana Sabne Shahar Yeh Dil Ka Ujade To Jangal Ban Jata Hai Shahar Yeh Dil Ka Ujade To Jangal Ban Jata Hai Jo Pyaar Karta Hai Paagal Ban Jata Hai Paagal Ban Jata Hai Dil Deta Hai Jaan Leta Hai Amrit Mein Vish Bhar Deta Hai Jeena Mushkil Kar Deta Hai Pyaar Kabhi Har Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai Pyaar Kabhi Har Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai Jo Pyaar Karta Hai Paagal Ban Jata Hai Paagal Ban Jata Hai Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai Kisi Ki Zulfon Ka Baadal Ban Jata Hai Kisi Ke Teeron Ka Ghayal Ban Jata Hai [Jo Pyaar Karta Hai Paagal Ban Jata Hai Paagal Ban Jata Hai] X 3 |
Profession | Artist |
---|---|
Actor | Ajay Devgn |
Actress | Preity Zinta Madhuri Dixit |
Music Director | Sanjeev-Darshan |
Singer | Manohar Shetty Anuradha Paudwal Kavita Krishnamurthy |
Lyricist | Anand Bakshi |
Type | Details |
---|---|
Label | Tips Industries Limited |
Duration | 6:05 |
Release Date | 01 Jan 2001 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Yeh Raaste Hain Pyaar Ke |