LYRICS |
---|
Aah Nikli Hai Yahan Aah Nikli Hai Wahan Wah Ri Wah Yeh Aazaadiyan (x2) Teri Yeh Ataari Teri Yeh Zameenein Teri Yeh Katari Teri Yeh Lakeerein Ghar Mera Hai Kahaan sacnilk.com Bas Yeh Bata Ho Aah Nikli Hai Yahaan Aah Nikli Hai Wahaan Wah Ri Wah Yeh Aazaadiyan Aazaadiyan Ho Aazaadiyan Ho Aazaadiyan Aazaadiyan Laadla Lakdi Ka Jhula Saanwla Mitti Ka Chulha Sohni Mohni Maa Hai Kahan Natkhati Si Meri Galiyan Nazron Ki Chhupan Chhupaiyan Gori Gori Baahein Kahan Hai Woh Chhat Taare Kahan Hai Woh Chaubare Kahan Ho Hai Woh Dariyan Kinare Kahaan Hind Pe Tha Naaz Jinko Hai Woh Kahan Aah Nikli Hai Yahan Aah Nikli Hai Wahan Wah Ri Wah Yeh Aazaadiyan Teri Yeh Dastak Teri Yeh Muthi Tujhko Mubarak Teri Yeh Mitti Ghar Mera Hai Kahan Itna Bata Aah Nikli Hai Yahan Aah Nikli Hai Wahan Wah Ri Wah Yeh Aazaadiyan Aazaadiyan Ho Aazaadiyan Ho Aazaadiyan Aazaadiyan Reh Gayi Rassi Pe Chunri Reh Gayi Khunti Pe Kurti Reh Gayi Woh Laaj Kahan Reh Gaya Gummad Mein Allah Reh Gaya Furkat Mein Rabba Reh Gaya Woh Ram Kahan Hai Hari Se Woh Kahan Hai Kari Se Woh Kahan Pehle Chaman Woh Bataao Kahan Hind Pe Tha Naaz Jinko Hai Woh Kahan Aah Nikli Hai Yahan Aah Nikli Hai Wahan Wah Ri Wah Yeh Aazaadiyan Teri Yeh Hukumat Teri Yeh Hidayat Teri Yeh Himakat Tujhko Mubarak Ghar Mera Hai Kahan Sirf Yeh Bata Aah Nikli Hai Yahan Aah Nikli Hai Wahan Wah Ri Wah Yeh Aazaadiyan Aazaadiyan Ho Aazaadiyan Ho Aazaadiyan Aazaadiyan (x2) |
Profession | Artist |
---|---|
Actress | Vidya Balan |
Music Director | Anu Malik |
Singer | Rahat Fateh Ali Khan Sonu Nigam |
Lyricist | Manoj Muntashir Manoj Muntashir |
Type | Details |
---|---|
Label | Time Music |
Duration | 6:41 |
Release Date | 12 Apr 2017 |
Language(s) | Hindi |
Movie | Begum Jaan |