×

Bach Ke Rehna Re Baba Title song Lyrics | Sunidhi Chauhan | Soumya Raoh

Here is the lyrics and Information about Bach Ke Rehna Re Baba Title song song. This song is released on 11 Mar 2005 by label T-Series and runs for 6:21. This song is from movie Bachke Rehna Re Baba. It features actor Mallika Kapoor, Rekha and singer Sunidhi Chauhan, Soumya Raoh. Bach Ke Rehna Re Baba Title song song's music is given by Anu Malik and lyrics penned by Dev Kohli. It got released in language Hindi.


Bach Ke Rehna Re Baba Title song Full Video Song

Bach Ke Rehna Re Baba Title song Lyrics

LYRICS
LaLaLaLa
LaLaLaLa

Haan Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
sacnilk.com
Tujh Pe Nazar Hai

Arre Tere Liye Aaye
Tere Hi Deewaane
Jhoome Naache Gaaye
Aaye Rang Zamaane

Kaise Kaise Tohfe Laaye
Tu Kya Jaane
Tu Kya Jaane

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai

Haan Tere Liye Aaye
Tere Hi Deewaane
Jhoome Naache Gaaye
Aaye Rang Zamaane

Kaise Kaise Tohfe Laaye
Tu Kya Jaane
Tu Kya Jaane

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai
HoHo
LaLa

Ho Log Tujhe Samajh Rahe
Deewana Mastana
Laakh Bhesh Badal Chaahe
Maine To Pehchaana
AaAa
Ho Log Tujhe Samajh Rahe
Deewana Mastana
Laakh Bhesh Badal Chaahe
Maine To Pehchaana

Ho Thaam Le Haath Mera
Chhod Na Saath Mera
Tera Mera Ek Safar Hai
Hai Hai Hai

Dil Mein Tere Jo Bhi Hai
Mujh Ko Khabar Hai
Saiba
Dil Mein Tere Jo Bhi Hai
Mujh Ko Khabar Hai
Saiba

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai

Tere Liye Aaye
Tere Hi Deewaane
Jhoome Naache Gaaye
Aaye Rang Zamaane

Kaise Kaise Tohfe Laaye
Tu Kya Jaane
Tu Kya Jaane

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai
HoHo


O Sambhal Ke Tu Chalna
Teri Raahon Mein Hain Kaante
Phool To Maali Ne Bas
Apno Mein Hi Baante

O Sambhal Ke Tu Chalna
Teri Raahon Mein Hain Kaante
Phool To Maali Ne Bas
Apno Mein Hi Baante

Ho Tu Meharbaan Rahe
To Mera Dil Ye Kahe
Badi Asaan Dagar Hai
Hai Hai Hai

Aaj Apne Pyaar Pe
Mujh Ko Fakar Hai
Saiba
Aaj Apne Pyaar Pe
Mujh Ko Fakar Hai
Saiba

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai

Tere Liye Aaye
Tere Hi Deewaane
Jhoome Naache Gaaye
Aaye Rang Zamaane

Kaise Kaise Tohfe Laaye
Tu Kya Jaane
Tu Kya Jaane

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai
HoHo

Saiba Saiba
Saiba Saiba
Saiba Saiba Saiba

Jeena To Hai Chaar Hi Din
Jiyenge Masti Mein
Yaar Ki Aankhon Se Jaam
Piyenge Masti Mein

Jeena To Hai Chaar Hi Din
Jiyenge Masti Mein
Yaar Ki Aankhon Se Jaam
Piyenge Masti Mein

Aankhon Se Jaam Piyo
Le Ke Mera Naam Jiyo
Dil Mera Aap Ka Ghar Hai
Hai Hai Hai

Arre Laakhon Mein Tu
Ek Hi Jaane Jigar Hai
Saiba
Laakhon Mein Tu
Ek Hi Jaane Jigar Hai
Saiba

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai

Arre Tere Liye Aaye
Tere Hi Deewaane
Jhoome Naache Gaaye
Aaye Rang Zamaane

Kaise Kaise Tohfe Laaye
Tu Kya Jaane
Tu Kya Jaane

Bach Ke Rehna Re Baba
Bach Ke Rehna Re
Bach Ke Rehna Re Baba
Tujh Pe Nazar Hai

LaLaLaLa
LaLaLaLa

Song Releated Artist

ProfessionArtist
ActressMallika Kapoor
Rekha
Music DirectorAnu Malik
SingerSunidhi Chauhan
Soumya Raoh
LyricistDev Kohli

Song Releated Information

TypeDetails
LabelT-Series
Duration6:21
Release Date11 Mar 2005
Language(s) Hindi
MovieBachke Rehna Re Baba


Disclaimer: Sacnilk Music website only provide lyrics and information for this song. All the copyright for Bach Ke Rehna Re Baba Title song song belongs to T-Series. Here you can't download its Bach Ke Rehna Re Baba Title song MP3 and Video Song. We nor provide Bach Ke Rehna Re Baba Title song Download MP3 Song neither provide Bach Ke Rehna Re Baba Title song Download VIdeo Song.

snlogo
Follow Us On Social Media: Sacnilk
Follow Nj Neetin Jangir (Music Website Updater) On Social Media:
Feedback About Contact Us T&C Privacy Policy Are you a writer/blogger, Work with Us © Sacnilk Technologies Pvt. Ltd. All Rights Reserved